Common Fruits To Eat During Pregnancy: Agar aapko janna hai k aap ko pregnancy mein kon se fruits khane chahiye tou ye article goor sy parhain.
Evakado
Is fruit mein folic acid kaafi miqdar mein hota hai jiski pregnant aurat ko bohat zaroorat hoti hai ye khany sy pait mein bachy ki nashonuma bohat achi hoti hai.
Mango (Aam)
Aam ek bahut hi acha fruit hai is ko phalon ka Badshah bhi kehte hain is mein vitamin A aur C kaafi miqdaar main hota hai jis ki zaroorat pregnant orton ko hoti hai.
Musami
Musami ak aisa fruit hai jo matli aany se rokta hai is main antioxidant hota hai jo bachy ki pedaish k liye acha hota hai aur is ko ziada na khayen ye khatarnak bhi sabit ho sakta hai.
Banana
Banana aisa fruit hai jo qabz ko khatam karta hai aur is k khane se pait saaf ho jata hai is waja sy ye phaal bhi khaya ja sakta hai pregnancy k doran.
Lichi
Lichi bhi aur fruits ki tarah pregnancy ky time bohat hi safe fruit hota hai. Is ke istemal se ap ko koi problem nahi hogi.
Apple
Apple ek bahut hi acha fruit hai is mein iron ki miqdar kafi hoti hai jo pregnant orton k liye bohat achi hai.
You can also Check: