Egg Omelet Recipe in Urdu

Agar ap egg omelet recipe sy naa waqif hain tou ap be fikar ho jayen aur yahan par pohnchen. Ye recipe apny ghar par try karain aur mazy daar (delicious) khana (food) enjoy karain.

Egg Omelet Recipe in Urdu

Ajza (Ingredient)

  • 1 chota piyaz (onion)
  • 1 sabz mirch (green chilli)
  • 1 tamatar (tomato)
  • Namak (salt)
  • 1 chaye ka chamach doodh (milk)
  • 1/4 laal mirch (red chilli)

Tareeka (Ingredient)

1 frying pan mein 1 sy 2 chamach cooking oil lain aur us mein chopped piyazain daal dein aur fry karain jab tak piyaz fry ho kar brown na ho jayen. Ab is mein hari mirch daal dein aur tamatar bhi daal dein. Jb tk fry karain jb tk tamatar apna paani naa chor dein. Ab is mein laal mirch aur namak daal dein. Ab 1 bowl mein andy aur doodh ko khoob phent lein aur mixture mein daal dein ur brown hony tk fry hony dein. Ye ap ki egg omelet recipe complete ho jaye gi.

You can also check:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *