Hamary chehre par baal maujood hoty hain kisi k chehre per zada hoty hain aur kisi k chehre per kam. Chehre par maujood baalon ki waja se chehre ka rang kala lagta hai aur is k liye girls bleach cream istamal karti hain aur ic se apki skin buri tarha mutasir hoti hai kyunki bazari bleaching cream ma bohat se chemical hoty hain ju k aap ki skin k liye nuqsan ka sabab hoty hai. Agr apko bleach karne ka tarika in urdu pata hai tu ap ghar bethy bleach istamal kar sakty hain. Bleach karne ka tarika in urdu bohat asan ha. Ghar ma bleach tiyar karny k liye apko hydrogen peroxide chahye. Ic se chehre ka rang kafi had tak saaf ho jata ha.
Bleach karne ka tarika in Urdu aur ic ma istamal honay wali zaroori cheezain yeh hain
Lanolin | 15g |
Almond oil | 100g |
Sohaga (Castor) | thora sa |
Hydrogen peroxide | thora sa |
Bleach Karne Ka Tarika
- Sab se pehle lanolin aur almond oil ko mix kar lain. Icko garam karny ki zarorat nahi ha.
- Ab hydrogen oil ma castor ko grind kr k daal dain aur bottle ko band kar k achi tarha mix kar lain jab mix ho jaey tu pehle waly mixture ma add kar ka achi tarha mix karain.
- Jab icko chehray per istamal karna ho tu khali hydrogen per oxide ko barabar miqdaar ma daal kar lagya jaey tu ic se apk chehray ki rangat saaf ho jaey ge.
- Hydrogen peroxide bohat jald urr jata ha ic liye agar ap kuch arsay bad icka istamal karna chahin tu ic ma ap dobara hydrogen peroxide add kar lain.
- Agr koi lanolin ka istamal nahi karna chahta tu icki jaga Aloevera istamal kia jaa skta. Aloevera ka bhi same effect hota ha.
- Ap ic bleach ko apny chehre per 20-25 minute k liye lagain aur phr paani se dhoo dain.
- Bleach ka bohat zada istamal bhi nuqsaan deta ha. Ap icy maheenay ma bs aik bar istamal karain ta k apki skin mehfooz rahy aur glowing bhi.
Yeh ha bleach karne ka tarika in urdu. Ic se ap bina kisi side effect k glowing aur khoobsurat skin hasil kar skty hain. Ap jab bhi bleach karna chahain tu yahi bleach karne ka tarika in urdu istamal karain.
You can also Check: