Eye Health Check Up | Annual Eye Check Up : Ankho ki hifazat bohot zayda zarori hai. Agar aap neche diye gaye masail mein kisi ek main bhi mubtala hain to aap ko jald se jald apni Aankho (Eye) Check up Karwana Chahiye. In tamam alamat main ap ki Ankho ki nazar khatam ho sakti hai or Ankh (Eye) Kisi bhi bimari mein mubtala ho sakti hai. Lehaza in alamat main jald se jald eye specialist or eye doctor ko check up karwain. Eye Check up 1 saal mein 2 dafa lazmi karwana chaheye.
1) Aankhon Se Pani Ka Nekalte Rahna |
2) Sar Mein Musalsal Dard Ka Rahna |
3) Bache Qareeb Se Dekhte Hon |
4) Ankhon ka Tircha Karke Dekhna |
5) Parne Mein Takleef Mehsoos Krna |
6) Door ki Cheez Saaf Nazar Na Ana |
7) Aankhon Mein Dard Hona |
8) Aankhon Mein Jalan Hona |
9) Ankhon Ki Roshni Mein Kami Mehsoos Karna |
10) Aankhon Mein Sujan Ana |
You can also Check:
- 10 Ways to Control High Blood Pressure without Medication
- Kamar Dard Ka ilaj
- Maday Ki Bimari aur Kamzori
- Dant Dard Ka ilaj